Wednesday, 14 December 2011

Tujhe dekhe bina



Tujhe dekhe bina teri tasweer bana sakta hoon,
Tujhse mile bina tera haal bata sakta hoon,
Hai meri piyar mein itna dum,
Apni aankh ka aansoon teri aankh se gira sakta hoon !!

Intezar hota hai



kaun kehta hai ishq me bas ikraar hota hai
kaun kehta hai ishq me bas inkaar hota hai
tanhai ko tum bebasi ka naam na do
kyunki ishq ka doosra naam hi intezar hota hai

Kuch nasha


Kuch nasha to aapki baat ka hai,
kuch nasha to dheemi barsaat ka hai,
humein aap yun hi sharabi na kahiye,
is dil par asar to aap se mulakat ka hai


Zehar ka jaam


Apno ne Zehar ka jaam de diya,
Gairon ne Bewafa naam de diya
Wo jo kehte they bhul na jana hume
Aaj unhone hi bhari MEHFIL me ANJAAN keh diya…

Tuesday, 13 December 2011

khushi se jeelo



Lux or Dov se naha kar kya karna hai
2012 me to sabhi ko marna hai ...!
Ake saal khushi se jeelo yaaron
Agle janam me phir johnson Baby se hi shuru karna hai.?

Sunday, 11 December 2011

Aankho me mohabatt


Aankho me aansu aa jate hai,
fir bhi labo pe hasi rakhani padti hai,
Ye mohabatt bhi kya chiz he yaro,
jis se karte hai usi se chhupani padati hai.

Pyar


Pyar karo to dhoka mat dena
Kisi ko aansoo ka tohafa mat dena !
Dil se roye koi yaad kar aapko
Aisa mokka kabhi kisi ko mat dena ?

Saturday, 10 December 2011

love dosti

kallu
Jitni Dosti payi hai aap se usse zyada pane ko dil chata hai
jane wo kaun si kubi hai aap me
ki aapko har janam me apna dost banane ko dil chahta hai

Saturday, 5 November 2011

पानी से प्यास

पानी से प्यास न बुजी तो महखाने की तरफ चल निकला 
सोचा के सिकायत करुगा तेरी खुदा से 
लेकिन खुदा भी तेरा आशिक निकला .?

Tuesday, 1 November 2011

MOHABBAT


Posted by kallu under love-for-4.blogspot.com

Teri CHAHAT Me Hum Zamana Bhul Gaye
Kisi Aur Ko APNANA Bhul Gaye
Tumse MOHABBAT Ho Bataya Sare Jahan Ko
Bas 1 Tujhe Hi BATANA Bhul Gaye. 


By: love

Hindi Shayari on love


Posted by kallu under love-for-4.blogspot.com
Koshish Kro Ki Koi Tum Se Na Roothe,
Zindagi Me Apno Ka Saath Na Choote,
Rishta Koi Ve Ho Use Aise Nibhao,
Ki Us Rishtey Ki Dor Zindagi Bhar Na Toote
By: love

Wednesday, 14 September 2011

मोहब्बत

  { 1 }
किसी की आँखों मे मोहब्बत का सितारा होगा
एक दिन आएगा कि कोई शक्स हमारा होगा
  { 2 }

 कोई जहाँ मेरे लिए मोती भरी सीपियाँ चुनता होगा
वो किसी और दुनिया का किनारा होगा       
                  

Sunday, 24 July 2011

me tumse pyar hai

                                      I                                      love                                     you

Lovers picture

This picture was submitted by Kallu kaushol
http://love-for-4.blogspot.com/

Thursday, 14 July 2011

lovely kis

Bhej ker sms dilse yaad kia ha
phir na kehna ke mane bhula dia ha
Ab na koi tumhara bahana hoga
Dekhe ker hamara ye sms apko muskurana hoga

Tuesday, 5 July 2011

lovi good morning sixe Kis

Nayi  thi saadi naya tha zamana  
Dulhe ko sunna tha dulhan se gaana
Dulhan sharmaai  aur suru kiya gaana
Bhaiya mere rakhe ke bandhan ko nibhana....?

Thursday, 16 June 2011

sunhara love

sunhari dhup barsat ke bad
thodi si khushi har baat ke bad
usi tarah ho mubarak aap ko
ye nayi subah kal reet ke bad.                       by.  kallu

Sunday, 12 June 2011

Murga Murge

Murga Murge  se : i love you jaan...
me tumhare liye kuch ve kar sakta hoo...
Murgi hi allah sachh...
Murga : Haa...
Murgi : chal phir Aaj Anda to de...



zindagi ka safar

Tanhai bhari zindagi ka safar mila,
Na sathi na humsafar mila.
Hum diya jalta chhod gaye unke liye,
Jab lote to jalta hua ghar mila.

cuup rahoge to bat koun krega
maana k itne sweet nhi hum
jo apko pal pal yad aye
per hum na rhe to apko
pareshan karega kon .

Saturday, 11 June 2011

You are the love of my life

Love is my 

Nafrat kyo hoti hai ham nahi jante
zindagi ko ham apna nahi maante