Tujhe dekhe bina teri tasweer bana sakta hoon,
Tujhse mile bina tera haal bata sakta hoon,
Hai meri piyar mein itna dum,
Apni aankh ka aansoon teri aankh se gira sakta hoon !!
kaun kehta hai ishq me bas ikraar hota hai
kaun kehta hai ishq me bas inkaar hota hai
tanhai ko tum bebasi ka naam na do
kyunki ishq ka doosra naam hi intezar hota hai
Lux or Dov se naha kar kya karna hai
2012 me to sabhi ko marna hai ...!
Ake saal khushi se jeelo yaaron
Agle janam me phir johnson Baby se hi shuru karna hai.?